Pucho na us kagaj se,jis pe hum dil ke bayan likhte hai,
Tanhayino me beeti baate tamam likhte hai,
Wo Kalam bhi dewani ho gayi,
jis se hum AAP ka Naam likhte hai.
Apne haathon se yun chehre ko chupate kyun ho,
mujh se sharmate ho toh yun samne aate kyun ho,
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,
pyaar karte ho toh phir pyaar chupate kyun ho
Humein unki ebadat se fursat nahi milti ,
log na jane kisko khuda kehte hain ,
dil mein rakha hai unko,
log na jane kyon juda kehte hain.
Unka waada hai ki vo laut ayenge,
issi umeed par hum jiye jayenge,
yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyaara hai,
kar rahe the,
kar rahe hai or kiye jayenge........................

No comments:
Post a Comment