MeiN tumeiN yaad bhii aaya keh naheiN
shehar sey door safar kartey hoey rah chaltey ya kaheeN beth key sastaatey hoey aatey jaatey hoey, bey wajah kaheiN ruktey hoey seeRiiyaan chaRtey hoey, zulf ko suljhaatey hoey ghar mein aaey kissi mehmaaN ki tawaazoh kartey chaaey deytey hoey, haathoN sey piyaalii girtey
meiN tumheiN yaad bhii aaya keh naheiN
ghoomtey phirtey hoey, long driving kartey chooRiiyaan leytey hoey, eid ki shopping kartey ghar sey jaatey hoey ya shaam ko ghar aatey hoey beykhiyaalii mein kissi khiyaal mein khho jaatey hoey duniya daarii sey bohat duur nikal jaatey hoey meiN tumheiN yaad bhii aaya keh naheiN pichhley do chaar jo din guzrey heiN kia kahooN kitney kaThin guzrey heiN intezaar itna kiya hai keh saddii ho jaisey beybasii apney moqadar mein likhhii ho jaisey…
Tuesday, March 11, 2008
Chaha To Bahut
Chaha To Bahut Lekin Woh Mila Hi Nahi
Lakh Koshish Ki Magar Yeh Fasla Mita Hi Nahi
Is Zamane Ne Majbor Hi Is Qadar Kiya Tha
Ke Meri Kisi Sada Par Woh Thehra Hi Nahi
Khuda Se Jholi Phela Kar Manga Tha Ushay
Khuda Ne Meri Dua Ko Sayad Suna Hi nahi
Har Ek Se Sabab Poocha Tere Na Milne Ka
Har Ek Ne Kaha Woh Tere Liye Bana Hi Nahi
Main APni Tamam Koshish Ke Bawajood TUjhe Harh Gaya
Aur To Ushe Milh Gaya Jis Ne Tujhe Kabhi Manga Hi Nahi
Itni Shid'dat Se Chaha Magar To Kisi Aur Ka Ho Gaya
Sayad Is Jahan Mein Wafa Ka Koi Sila Hi Nahi

Kuch Likhna Chahata Hu
Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu ?
Pholoon Ki Wo Mehakti Khushboo
Barish Ka Woh Bhega Pani
Aur Hawa Mein Thi Jo Rawani
Kya Uss Mousam Ka Khumaar Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
aHu Kya Likhu?
Thi Chehre Par Unke Masomiyat
Aankhoon Mein Thi Thodi Shararat
Aur Baatoon Mein Wo Nazakat
Kya Unka Rangeen Mizaaj Likhu?
Kuch Likhna chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Unka Aaker Muskurana
Jo Rooth Jau To Manana
Jate Jate Phir Rulana
Kya Unka Yeh Andaaz Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Yaadoon Mein Unkey Ashk Bahana
Her Shaam Ek Diya Jalana
Soi Umeed Ko Roz Jagana
Kya Unka Yeh Intezar Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Sochta Hu Kya Likhu ?
Pholoon Ki Wo Mehakti Khushboo
Barish Ka Woh Bhega Pani
Aur Hawa Mein Thi Jo Rawani
Kya Uss Mousam Ka Khumaar Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
aHu Kya Likhu?
Thi Chehre Par Unke Masomiyat
Aankhoon Mein Thi Thodi Shararat
Aur Baatoon Mein Wo Nazakat
Kya Unka Rangeen Mizaaj Likhu?
Kuch Likhna chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Unka Aaker Muskurana
Jo Rooth Jau To Manana
Jate Jate Phir Rulana
Kya Unka Yeh Andaaz Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Yaadoon Mein Unkey Ashk Bahana
Her Shaam Ek Diya Jalana
Soi Umeed Ko Roz Jagana
Kya Unka Yeh Intezar Likhu?
Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do…
Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do…
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do…
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat Day Do…
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main Uz..
Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat Day Do…
Nahi hai shauk Faiyaaz ko bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do…
Koi gila, koi shikwa na rahe aapse,
yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse,
bas is baat ki badi umeed hai aapse,
khafa na hona agar hum khafa rehein aapse

Tum Bhi Dekho
Nazar jahan say bacha kay dekho,
Jo faaslay hain mitaa kay dekho,
Yeh zindagi muskura uthay gi,
Kisi ko apnaa banaa kay dekho,
Tumhari chahat main mit chalay hum,
Kabhi to palkain utha kay dekho,
Bana dey shayer jo kisii ko,
Woh chot tum bhi to kha kay dekho,
Koi bhi apnaa nahin jahan main,
Kisi ko bhi aazma kay dekho,
niklay gaa naam us ka,
Jo taar dil kay hilaa kay dekho.
Jo faaslay hain mitaa kay dekho,
Yeh zindagi muskura uthay gi,
Kisi ko apnaa banaa kay dekho,
Tumhari chahat main mit chalay hum,
Kabhi to palkain utha kay dekho,
Bana dey shayer jo kisii ko,
Woh chot tum bhi to kha kay dekho,
Koi bhi apnaa nahin jahan main,
Kisi ko bhi aazma kay dekho,
niklay gaa naam us ka,
Jo taar dil kay hilaa kay dekho.
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna,
Aur khat may dil-e-betaab ki haalat likhna !
Meri khatir shab-e-furkat mein na sona tera,
Meri yaadon mein parayshaan sa hona tera,
Aur phir khat mein shab-e-hijr ki baabat likhna,
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna !
Woh sar-e-shaam khayalon mein meray kho jaana,
Aur phir khud hi tera sharm-saar ho jaana,
Woh akelay mein mujhay pyaar bhara khat likhna,
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna !
Kis liyey tod diyey toonay sabhi ahd-e-wafa,
Kya huey vaaday mohabbat kay bata kuch to bata,
Kis liyey chod diya toonay mujhay khat likhna,

Aaina Hoon Main.....
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar DekhoKhud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker DekhoMere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati HaiDugmagaaoge Mera Dard Utha Ker DekhoYoun Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka SafarKitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker DekhoBazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka DhokaKin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker DekhoDil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum PerBas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker DekhoMout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai MeraLaut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho
Subscribe to:
Posts (Atom)