Wednesday, March 26, 2008

PEHLI NAZAR MEIN KAISA JADU KAR DIYA

Pehli nazar mein Kaise jaado kar diya 
Tera ban baita hai Mera jiya

Jaane kya hoga Kya hoga kya pata
Is pal ko milke Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan 
Meri bahon mein aa Aa bhi ja 
 
O jaan-e-jaan Dono jahan Meri bahon mein aa Bhool Ja aa 
O jaan-e-jaan Dono jahan  Meri bahon mein aa Bhool Ja aa 
 
Baby i love u, 
Baby i love you, 
Baby i love you, 
Baby i love you … so... 


Baby i love u
Oh i love u 
I love u 
I love u so 
Baby i love u 


Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai

Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai

Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe Mein kahin ho
gaya lapata


(O jaan-e-jaan Dono jahan Meri bahon mein aa Bhool Ja aa) ….. 2


Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne

Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai Kuch to zaroor hai

Yeh dooriyan Jeene na de Hal mera tujhe na pata
(O jaan-e-jaan Dono jahan Meri bahon mein aa Bhool Ja aa) ….. 2 


Baby i love u,
Baby i love you, 
Baby i love you, 
Baby i love you … so...

Baby i love u
Oh 
i love u 
Baby I love u 
I love u…

Friday, March 14, 2008

Love you (set in stone)

I will tell you everything you’d like to know
All the stars you wish upon I’ll make them yours
I will speak to you in poetry to fill your dreams with light
Make sure your every fantasy comes to life.


So many things I've never known I will learn from you
I'll find reason in your words that are tried and true

I will always hear your laughter through every silent tear
And cherish one more chance to hold you near.

You are my miracle
You are soft and pure just like the air I breathe
You, heart of my heart, heart of my heart
There's a secret that you hold, that you hold
Deep within that so discretely hides your soul

The strength I simply never found, I will find for you

What I believe our future holds, I will see it through

To be with you a life time is really all I ask.
With you I will live every moment that you will give to me
like if it were the last.

You are my miracle
And its crystal clear like an endless summers sky
You, heart of my heart
There's a secret that you hold, that you hold
And it's hidden so discretely

but to be my guide to a love that last forever

Love, heart of my heart
There's a secret that you hold, that you hold

And it's hidden so discretely

Will you share with me your secret
Ever more……………………

Thought You Would Like This

Sometimes in life, you find a special friend;
Someone who changes your life
just by being part of it.
Someone who makes you laugh
until you can't stop;
Someone who makes you believe
that there really is good in the world.
Someone who convinces you
that there really is an unlocked door
just waiting for you to open it.

Thought You Would Like This

Thought for the Day


If you fill your heart with regrets of yesterday
and the worries of tomorrow,
you have no day to be thankful for.

Thursday, March 13, 2008

kuch jit.......................

कुछ जीत लिखू या हार लिखूँ;
या दिल का सारा प्यार लिखूँ;
कुछ अपनो के ज़ाज़बात लिखू या सापनो की सौगात लिखूँ;
मै खिलता सुरज आज लिखू या चेहरा चाँद गुलाब लिखूँ;
वो डूबते सुरज को देखूँ या उगते फूल की सान्स लिखूँ;
वो पल मे बीते साल लिखू या सादियो लम्बी रात लिखूँ;
सागर सा गहरा हो जाॐ या अम्बर का विस्तार लिखूँ;
मै तुमको अपने पास लिखू या दूरी का ऐहसास लिखूँ;
वो पहली -पाहली प्यास लिखूँ या निश्छल पहला प्यार लिखूँ;
सावन कि बारिश मेँ भीगूँ या मै आन्खो की बरसात लिखूँ;
कुछ जीत लिखू या हार लिखूँ;
या दिल का सारा प्यार लिखूँ

maut ki aagosh mein jab thak key soo jati hai maa

Maut ki aagosh mein jab thak key soo jattiii hain maa
Tab kahii jaakar sukoon thora sa paa jaati hain maaaa

Fikar mein bachoo ki kuch istarah ghul jaati hain maa
No jawan hotey howey bhorii nazar aati hain maaa

Eik hi hasraat ko apney azm-o-istaqlal sey
Aansoo sey gusl dekar kudh hi dafnaati hain maa

Aurhtii hain gurbatoo kaa khud yeh boseeda kafan
Chahatoo ka perahan bachey ko pehnaatii hain maa

Bhooka rehnay hi nahi deti yateemoo ko kabhi
Jaaney kis kis sey kahan sey maang kar laati hain maa

Rooh key rishtey ki yeh gheraiyan tou dekhayey
Chot lagtii hain hamarey aur chilaatii hain maaa

Kab zarorat hoon meray bachey ko itnaa soch kar
Jaagti rehtii aaankhen aur soooo jaati hain maaa

Haadyoon ka ras pila kar apney dil key chain koo
Kitnii raatey mein tou khalii paet sojaati hain maaa

Jaaney kitnii barf si raatoo mein aisaa bhi howa
Bacha tou chatii pey hain gelay mein sojatii hain maa

Ek cheharaa

Ek cheharaa saath saath rahaa jo milaa nahii.n

kisako talaash karate rahe kuchh pataa nahii.n


shiddat kii dhuup tez havaao.n ke baavajuud

mai.n shaaKh se giraa huu.N nazar se giraa nahii.n


aaKhir Gazal kaa taajamahal bhii hai makabaraa

ham zindagii the hamako kisii ne jiyaa nahii.n


jisakii mukhaalafat hu_ii mashahuur ho gayaa

in pattharo.n se ko_ii pari.ndaa giraa nahii.n


taariikiyo.n me.n aur chamakatii hai dil kii dhuup

suuraj tamaam raat yahaa.n Duubataa nahii.n


kisane jalaa_ii bastiyaa.N baazaar kyo.n luTe

mai.n cha.Nd par gayaa thaa mujhe kuchh pataa nahii.n

For Atif Aslam's Fans


Hum kis gali ja rahay, hum kis gali ja rahay hain
Apna koi tikkana nahi, apna koi tikkana nahi
Armanoon ki anjumaan mein be sudh hai apni lagan mein
Apna koi phasana nahi apna koi phasana nahi
Yeh he yeh he yeh he yeh ohooooo..... ...
Yeh he yeh he yeh he yeh ohooooo..... ...
Yeh he yeh he yeh he yeh ohooooo..... ...
Ek ajnabi as chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard aakey tehra din raat dard-e-jigar mein
Ek ajnabi as chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard akay tehra din raat dard-e-jigar mein
Jaagi hai yeh kasie taleb se yeh arzoo hai ajab se
Lekin kisi ko batana nahi
Lekin kisi ko batana nahi
Hum kis gali ja rahay, hum kis gali ja rahay
Apna koi tikkana nahi, apna koi tikkana nahi
Betaabein hai pal pal chaya yeh kaisa nasha hai
Khamosiyoon mein sada hosh bhi gumshuda hai
Betaabein hai pal pal chaya yeh kaisa nasha hai
Khamosiyoon mein sada hosh bhi gumshuda hai
Daar daar kahan ghumta hai masti mein kyun jhoomta hai
Deewanay dil nay jaana nahi
Deewanay dil nay jaana nahi
Hum kis gali ja rahay, hum kis gali ja rahay
Apna koi tikkana nahi, Apna koi tikkana nahi

isliye zindagi se ab koyee sarokar nahin hei.....

mere dil per hasraton ka akhtiyar nahi hei
isliye zindagi se ab koyee sarokar nahi hei

maangi thhi khushi magar ghum hi mele
marham ki chahat mein sirf zakhm hi mile
royen bhi to kiske daaman se lipat kar
aaj mere paas mera dildar nahi hei
isliye zindagi se ab koyee sarokar nahi hei

mere dil per hasraton ka akhtiyar nahi hei
isliye zindagi se ab koyee sarokar nahi hei


jaa to raha hoon na laut kar aaunga mein
apni barbadi ka akele hi matam manaunga mein
na bhulunga tera ehsaan ye ehsaas dilane ka mujhe
ki meri kismat mein kisi ka bhi pyar nahi hei
isliye zindagi se ab koyee sarokar nahi hei

mere dil per hasraton ka akhtiyar nahi hei
isliye zindagi se ab koyee sarokar nahi hei

Socha Na Tha's ...0

Ek pyaari govand main pasaoon
Phir usse shaadi banaoon
Aur usske hi ghar mein ghar basake
Jaise bhi ho zindagi yahin bitaoon
(Abhi abhi mere dil mein yeh khayal aaya hai
Abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai) - 2

Hmm..aapni duniya mein sab ko ik din kho jaana hai
Aur kissiko aapne sajan ghar jaana hai

Female: Sajan na jaane ho kitdhar ho
Male: Gaur se dekho sajni shayaad idhar ho
Mauka haseen hai tum issko na gavao
Aisi jaaga pe aa ke kuch toh kar jaao
Both: Goa teri har aada ke hum toh deewane ho gaye
Zindgai jeene ke yahaan pe kitne bahaane ho gaye

Male:Dus baara femi ke botaal charahoon
Female:Charhaoon
Male:Bindas yaaron ke sang na jugaon
Female:Jab tak yahaan hoon roz aapni
Aazadi ka jashna aise manaoon
Both:(Abhi abhi mere dil mein yeh khayal aaya hai
Abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai) - 2

Female:Ho aisi kahaan pe hogi maasti hawaon mein
Sab ko uda le jaaye yeh aapni bahon mein
Male:Aisi kahaan pe hogi maasti hawaon mein
Sab ko uda le jaaye yeh aapni bahon mein
Female:Kya bolo yaaron yeh toh fantu jaaga hai
Yahaan hogi life bilkul aapni tarha hai
Male:Haar din yahaan pe jaise khula asmaan hai
Sari duniya se zara hatke yeh jahaan hai
Goa teri haar aade ke
Hum toh deewane ho gaaye
Zindagi jeene ke yahaan pe kitne bahaane ho gaaye
Jaalta hua yeh samandar ka pani
Pani mein pighli hui yeh javani
Hasraat bari hai koi saath de toh
Kardoon yahaan pe main koi nadaani
Both:(Abhi abhi mere dil mein yeh khayal aaya hai
Abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai) - 2

hooo...ooo.. .

KAISA LAGTA HAI

AZEEM HAI YEH QURBAT KI DOOORIYAAN SATH REH KER BHI USKO NA PANA KESA LAGTA HAI
KISMAT MAIN NAHIN PHIR BHI US KO CHATE HAI YUN SAMJH KER KANTO PER CHALNA KESA LAGTA HAI

AB TO MEHFIL MAIN BHI HUMARE LIYE TANHAYE HAI GHUM CHUPA KER MEHFIL KO SAJANA KESA LAGTA HAI
SAMJHNE PER BHI SAMJHATA NAHIN HAI DIL USKI YAAD MAIN RAATO KO JAAGNA KESA LAGTA

HAI US KI BERUKHI NE ITNE DIYE HAI GHUM ZAKHAM CHUPA KER BHI MUSKARANA KESA LAGTA HAI

ISSE KHO KER MERE PASS RAHA KUCH BHI NAHIN PHIR BHI KHUDH
KO AMEER BATANA KESA LAGTA HAI

KHUDH KO ANMOL SAMJHNE KA THA BARA GHAMAND PHIR BHI BEMOOL BIK JANA KESA LAGTA HAI

KAHAYEI HAI DHOKE MOHABAAT MAIN ITNE KE PHIR BHI US KO CAHANA KESA LAGTA HAI

JANTE HAI TERI MANZIL NAHIN HAI KOI PHIR BHI SAFER KERTE REHNA KESA LAGTA HAI

My Fav Old Songs....

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Ho Ho Ho Ho Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Har Shaam Aankhon Par Tera Aanchal Lehrayen
Har Raat Yaadon Ki Baaraat Le Aaye
Main Saans Leta Hoon Teri Khushboo Aati Hain
Ek Mehka Mehka Sa Paighaam Laati Hain
Mere Dil Ki Dhadkan Bhi Tere Geet Gaate Hain

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Kal Tujhko Dekha Tha Maine Apne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum Mujhe Baandhlo Bandhan Mein
Yeh Kaise Rishte Hain Yeh Kaise Sapne Hain
Begaane Hokar Bhi Kyon Lagte Apne Hain
Main Soch Mein Rehta Hoon Dar Dar Ke Kehta Hoon

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Tum Socho Gi Kyon Itna Main Tumse Pyar Karoon
Tum Samjhogi Deewana Main Bhi Ikraar Karoon
Deawaane Ki Yeh Baatein Deewane Jaante Hain
Jalne Mein Kya Mazaa Hain Parwane Jaante Hain
Tum Yun Hi Jalaate Rehna Aa Aa Kar Khwabon Mein

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Bas yaad Saath hai


Mein jahan raho
Mein kahin bhi hoo
Teri yaad saath hai
Kisi se kahun Ke Nahi kahun
Yeh jo dil Ki Baat hai

Kehne Ko saath Apne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saaath hai

Mein jahan raho
Mein kahin bhi hoo
Teri yaad saaath hai

Kahin to Dil mein yaadon ki ek suli gad jaati hai
Kahin har ek Tasveer bhahut hi dhondhali pad jati hai
Koi nai duniya ke naye rango mein khush rehta hai
Koi sab kuch paake bhi yeh maan hi maan kehta hai
Kehne Ko saath Apne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saaath hai

Kahin to bete kal ki jade Dil mein hi utar jaati hai
kahin jo dhage tute to malayen bhikar jaati
Koi dil mein jagah nai baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palko per Yadon ke diye rakhta hai
Kehne Ko saath Appne Ek duniya chalti hai
Per chupke is dil mein tanhai Palti hai
Bas yaad Saath hai
Teri yaad saaath hai

Agar Behta Ashkon Ki Jagah Lahu Aankhon Se

Agar behta Ashkon ki jagah Lahu aankhon se...
Koi kisi ko phir shayed hi rulaata...
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz...
Too tumhein mere dard ka andaza ho paata...
Yaadein jo na aati yun khamoshi se chupke chupke...
To mere ghar ki Raunaq hoti teri mehfil se bhi zyada...
Na hota agar chaand mein daag...
Teri khubsoorti ka mujhe todd mil jata...
Agar karta na waqt kisi se be-wafaai...
To shayron mein mera naam kahan se aata.....

Aaj Duniya Ka Woh Qaul Sacha Laga

Tera Muskurate huve aana Hum ko acha laga
Wo Tera Sharam se guzar jana acha laga
Door se Dekhna wo Tera Pass aa ker
Nazrain Jhukana acha laga
Wo jo Barson se Tere Seene mai Qaid hai
Aankhon se batana acha laga
Tera jate waqt Mudd ker na dekhna
Phir Qadmon ka Ruk jana acha laga
Tuu Falak ki tarha chaya tha Mujh per
Aaj wo Falak ka Toota Tara acha laga
Suna hai Mohabbat mai hote hain her taraf Andhere
Aaj Duniya ka wo Qaul sacha laga

friendship



The glory of friendship is
not the outstretched hand,
nor the kindly smile,
nor the joy of companionship;
it is the spiritual inspiration
that comes to one when he discovers
that someone else believes in him
and is willing to trust him
with his friendship.

I still love you......... ...

Why do you hurt me
When u know how much I love u
Why do u leave me alone
When u know how much I need you
Why do I wait for you
When I know the wait is gonna be so long
Why do I expect happiness around you
When I know this can never happen
Why do I ever hurt you
When I know this would bring me pain
Why do I expect so much
When I have nothing to return
If love meant to be tears and sorrow
Why do we feel happy in love Why do we still cherish every moment
That we have spent in love.
I still love u no matter whatever pain it has caused
Will always do the same, no matter w hat you have done . . .

with love
BaNjArA

Good Morning….!!!

Every Little Smile can touch Somebody's heart
May U find hundreds of reasons to smile today and
May U be the reason for someone else to smile always….. Have a nice day!

Movie: The Train ( i love it )

Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Jab Tadapata Hai Kabhi Apana Koi
Khun Ke Aansu Rula De Bebasi
Ji Ke Phir Karana Kya Mujhko Aisi Jindag
Jisane Zakhmon Ko Nahi Marham Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

Apne Bhi Pesh Aaye Hamase Ajnabee
Waqt Ki Saajish Koi Samajha Nahi
Be-iraada Kuchh Khataaye Hamase Ho Gayi
Raah Mein Patthar Meri Har Dam Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

Ek Mukkamal Kashamkash Hai Zindagi
Usane Hamase Ki Kabhi Na Dosti
Jab Mili Mujhko Aansu Ke Woh Tohfay De Gayi
Has Sake Hum Aise Mauke Kam Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Oooo……………………
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

Tuesday, March 11, 2008

Main Diya Hoon Toote Mazaar Ka

Main Diya Hoon Toote Mazaar Ka
Sar Shaam Kiss Ne Jala Diya

Teri Berukhi Adaoon Ne
Mujhe Zarra Zarra Bana Diya

Nai Manzalon Par Pohanch Kar Bhi
Yahi Sochti Hoon Ke kis Tarah
Kin Rastoon Pe Mile The
Kin Raston Ne Bichaar Diya

Yeh To Apna Apna Naseeb Hai
Koi Mil Sake Ya Na Mil Sake
Na Ho Gham Zada Dil Maharbaan
Phir Kya Howa Jo Bula Diya

Mera Hum Safar Zara Soch Ley
Tera Ratoon Ka Khalus Honn
Tera Samne Jo Bicha Diya

Rahey Umar Bhar Jisey Dondatey
Who Mila To Usse Ghawa Diya

Mera Harsatu Ke Mazaar Par
Tera Senkaru Se Sawaal Hai
Tujhe Rook Kar Itna Bataye Ge
Yaha Kis ne Kis Ko Bula Diya

La-mutnahi tazeer k lamhay gin raha tha main

La-mutnahi tazeer k lamhay gin raha tha main
Jurat-e-izhar ko sansayeen gin raha tha main
Kitni nafrat thi us eak muskarahat main
Apnay say aap hi shin raha tha main
Main kahoon ga oor wo sunti rahay gi
Kasay bay-wafa sapnay bun raha tha main
Bay-tarteeb dharkanoon ki iltaja suni hi nahi
Sar-e-arsh taqdeer key harfay sun raha tha main
Sunoo mujhay muhabat nahi aqeedat hai tum say
Qarnoon say tum hi main magan raha tha main
Jafree, barhay haath ko jhutla deyea to kya
Us-ki aankh ki chubahan raha tha main

nahi koi chahiye jab saath me

nahi koi chahiye jab saath me hain chand tum aur main
andhera kyun vahhan jab sath me hain chand tum aur main

safar har khush numa hai rasta kitna bhi lamba ho
dilon se khush vo badhate ja rahe hain chand tum aur main

garahan aane se bashak duniya se door ho hi jaate hain
magar tab bhi to sang hain chand tum aur main

us jalte suraj se door hai apni ye sard duniya
isise khush hain rahte chand tum aur main

ye duniya khoobsurat hai jahan pe aa base hain ham
nahi koi aur hai bas chand tum aur main

vo din ki talkh tapish duniya ki berahmi aur baaten
ham is raat me hanste rahe hain chand tum

Aapse kabhi mil na paaye hum

Aapse kabhi mil na paaye hum
phir bichadne ka darr kaisa
meri har dhadkan me aap ho shamil
phir aapki judaai ka gham kaisa

deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum
unki talaash hain ab har taraf
umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne
ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa

aapki yaad yun jindagi ko mehka de
bahaar bankar fiza me rang bhar de
sanwaara hai mujhe aapne is kadar
ki patjhad se bhi ab nazren churaana kaisa

sitaron ki mehfil saji thi har taraf
phir bhi roshni ko taras gaye the hum
mahtaab jo ban gaye aap jindagi ke
ab andheron ka humse naata kaisa

khuda se jo maangi humne duayen
kabool kiya unhone hamaari mohabbat ko
zamana hume ab baddua de bhi toh kya
hume ab zamaane se shikayat kaisa

Meri Dhadkan....

Meri Dharkan Se Dil Ka Dharkna Mangoge
Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge

Main Voh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega
Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge

Farsh Ta Arsh Ajal Aur Abad Sab Dekhenge Manzar
Beete Huei Har Lamho Ka Tum Azaab Mangoge

Abhi Dekha Hi Kahan Hai Tumne Meri Muhbbat Ka Asar
Tum Mujhe Ulfat Main Apni Shamo-o- Sahar Mangoge

Behtar Hai Waqt Se Samjhuta Kar Lo sweet
Guzre Waqt Se Phir Kaisay Apna Hisab Mangoge

Zinda Rahen To Kia

Zinda rahen to kia hai, jo mar jayen hum to kia
Duniya se khamoshi se guzar jayen hum to kia
Hasti he apni kia hai zamane k saamney
Ik khuwaab hai bikhar jayen hum to kia
Ab koun muntazir hai hamare lie wahan
Shaam aa gayi lout k ghar jayen hum to kia
DiL ki khalish to saath rahe gi tamaam umer
Darya-e-Gham k paar utar jayen hum to kia

Dil mein ek lahar si uthi hai abhi

Dil mein ek lahar si uthi hai abhi
Koi taza hava chali hai abhi
Shor barpa hai khana e dil mein
Koi deewar si giri hai abhi
Bhari duniya mein jee nahi lagta
Jane kis cheez ki kami hai abhi
Kuch to najuk mizaz hai hum bhi
Aur kuch chot bhi nayi hai abhi
Waqt acha bhi aayega dost
Gham na kar zindagi padi hai abhi

MeiN tumeiN yaad bhii aaya keh naheiN

MeiN tumeiN yaad bhii aaya keh naheiN
shehar sey door safar kartey hoey rah chaltey ya kaheeN beth key sastaatey hoey aatey jaatey hoey, bey wajah kaheiN ruktey hoey seeRiiyaan chaRtey hoey, zulf ko suljhaatey hoey ghar mein aaey kissi mehmaaN ki tawaazoh kartey chaaey deytey hoey, haathoN sey piyaalii girtey

meiN tumheiN yaad bhii aaya keh naheiN
ghoomtey phirtey hoey, long driving kartey chooRiiyaan leytey hoey, eid ki shopping kartey ghar sey jaatey hoey ya shaam ko ghar aatey hoey beykhiyaalii mein kissi khiyaal mein khho jaatey hoey duniya daarii sey bohat duur nikal jaatey hoey meiN tumheiN yaad bhii aaya keh naheiN pichhley do chaar jo din guzrey heiN kia kahooN kitney kaThin guzrey heiN intezaar itna kiya hai keh saddii ho jaisey beybasii apney moqadar mein likhhii ho jaisey…

Chaha To Bahut

Chaha To Bahut Lekin Woh Mila Hi Nahi
Lakh Koshish Ki Magar Yeh Fasla Mita Hi Nahi

Is Zamane Ne Majbor Hi Is Qadar Kiya Tha
Ke Meri Kisi Sada Par Woh Thehra Hi Nahi

Khuda Se Jholi Phela Kar Manga Tha Ushay
Khuda Ne Meri Dua Ko Sayad Suna Hi nahi

Har Ek Se Sabab Poocha Tere Na Milne Ka
Har Ek Ne Kaha Woh Tere Liye Bana Hi Nahi

Main APni Tamam Koshish Ke Bawajood TUjhe Harh Gaya
Aur To Ushe Milh Gaya Jis Ne Tujhe Kabhi Manga Hi Nahi

Itni Shid'dat Se Chaha Magar To Kisi Aur Ka Ho Gaya
Sayad Is Jahan Mein Wafa Ka Koi Sila Hi Nahi

Kuch Likhna Chahata Hu

Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu ?

Pholoon Ki Wo Mehakti Khushboo
Barish Ka Woh Bhega Pani
Aur Hawa Mein Thi Jo Rawani
Kya Uss Mousam Ka Khumaar Likhu?

Kuch Likhna Chahata Hu
aHu Kya Likhu?

Thi Chehre Par Unke Masomiyat
Aankhoon Mein Thi Thodi Shararat
Aur Baatoon Mein Wo Nazakat
Kya Unka Rangeen Mizaaj Likhu?

Kuch Likhna chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?

Unka Aaker Muskurana
Jo Rooth Jau To Manana
Jate Jate Phir Rulana
Kya Unka Yeh Andaaz Likhu?

Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?

Yaadoon Mein Unkey Ashk Bahana
Her Shaam Ek Diya Jalana
Soi Umeed Ko Roz Jagana
Kya Unka Yeh Intezar Likhu?

Kuch Likhna Chahata Hu
Sochta Hu Kya Likhu?

Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do…

Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do

Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do…

Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do…

Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat Day Do…

Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main Uz..
Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat Day Do…

Nahi hai shauk Faiyaaz ko bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do…

Koi gila, koi shikwa na rahe aapse,
yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse,
bas is baat ki badi umeed hai aapse,
khafa na hona agar hum khafa rehein aapse

Tum Bhi Dekho

Nazar jahan say bacha kay dekho,
Jo faaslay hain mitaa kay dekho,

Yeh zindagi muskura uthay gi,
Kisi ko apnaa banaa kay dekho,

Tumhari chahat main mit chalay hum,
Kabhi to palkain utha kay dekho,

Bana dey shayer jo kisii ko,
Woh chot tum bhi to kha kay dekho,

Koi bhi apnaa nahin jahan main,
Kisi ko bhi aazma kay dekho,

niklay gaa naam us ka,
Jo taar dil kay hilaa kay dekho.

Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna

Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna,
Aur khat may dil-e-betaab ki haalat likhna !

Meri khatir shab-e-furkat mein na sona tera,
Meri yaadon mein parayshaan sa hona tera,
Aur phir khat mein shab-e-hijr ki baabat likhna,
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna !

Woh sar-e-shaam khayalon mein meray kho jaana,
Aur phir khud hi tera sharm-saar ho jaana,
Woh akelay mein mujhay pyaar bhara khat likhna,
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna !

Kis liyey tod diyey toonay sabhi ahd-e-wafa,
Kya huey vaaday mohabbat kay bata kuch to bata,
Kis liyey chod diya toonay mujhay khat likhna,
Kya hua tera har ik roz mujhay khat likhna !

Aaina Hoon Main.....

Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar DekhoKhud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker DekhoMere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati HaiDugmagaaoge Mera Dard Utha Ker DekhoYoun Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka SafarKitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker DekhoBazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka DhokaKin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker DekhoDil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum PerBas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker DekhoMout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai MeraLaut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho