Monday, June 16, 2008

Har baat ka jawab

Har baat ka jawab,kabhi- kabhi man mei hi dena padta hai.....
kuch yaado ko kabhi-kabhi, bhulana bhi padta hai.....
khamosh juban se, kabhi-kabhi bolna bhi padta hai......
chup ke saye mei, kabhi-kabhi kisi ko humari yaad dilana bhi padta hai.....


Dil ke gum ko chupane ke liye, kabhi-kabhi khushi dikhana bhi padta hai.....
khud ko dokhe mei rakh kar, kabhi-kabhi sach se anjaan hona bhi padta hai.......

No comments: