hotel ke saamne sadak ke us par nazar aate samundar se mulaqat ka irada tha,
mausam suhana, sham thi aadhi aur chand bhi aadha tha,
lehre
aur hawa bhi usse sur milakar koi sargam ga rahi thi,
aaj tak likhne ke liye na jaane kitne hi khayali sagar ke khayali k
par aaj jaise ki saare khayal haqeeqat ban saamne aaye ha
thandi hawa me
me
kitni hi baar is kudrat ke i'jaazon ne shayaron ko haraya hai,
par kayi baar ye kudrat mujhse hai haari,
aur is baar bhi meri koshish rahegi jaari….
No comments:
Post a Comment